Khoon rulata hey waqiya e karbal aksar
nezon pe katay hue sir, jab yaad aty hyn
kahin zainab ki wo aahen, kahin sakina ki sadayen
mayusiyoun k wo pal, jab yaad atay hyn
na jhukaya tha kabhi ye sir na jhukey ga kabhi
quran parhty huey wo lab, jab yaad aty hyn
banglay or kothiyan dekh k bahr ati hyn aankhen

shazadiyoun k khemey, jab yaad aty hyn
bhool gaye tum, islaaf se kia meeras payi thi
ikhlaq k wo kirdaar, jab yaad aty hyn
her muslim doosrey ko kehta dikhai deta hy kafir
yazeedi fouj k "musalman", jab yaad tay hyn
abbas ki shuja'at, sakina ki pyaas or hussain ka azm
sabar o istaqamat k lafz, jab yaad aty hyn
bus dua ye hy k ek hon sab musalman
firqon mein batay dil, jab yaad aty hyn